Priya Shriman,
Mere pas 32 inch ka LED hai jo ki abhi warantee me hai tatha karya nahi kar raha hai 15 august lo mainey complaint no.luc 1508180066 ke madhyam se shikayat ki thi.aapke engineer ne janch kar koi plate kharab bataya aur kaha ki 8-10 din me plate aa jayegi aur LED sahi ho jayega jo ki ab tak yani ki 17/9/2018 tak nahi aaya. aapka customer care bhi kuch bataney me asamarth hai. shriman ji kripaya aey batayen ki mera LED sahi hoga ya nahi.
Dhanyavad