Sar mera naam Mohanlal Yadav hai.
Maine aapki company ka trio auto kharida hua hai, jiske liye main 5 tarikh 5/8/20123 ko aapki company mein charger ki samasya ko lekar gaya tha. aur aaj 11/08/2023 hai per abhi tak meri charger ka koi bhi solution nahin nikala.
Staff ki taraf se yah kaha ja raha hai ki एक-दो din mein parts aaega to ham banaa kar de denge. Aisa karte hue Aaj ek hafte se jyada ka time ho gaya. Sir meri gadi Ghar per khadi Hui hai main chala nahin pa raha hun charger ki bagair

please help me.