Gift card not use November 2021 me Diwali pr company ne 500-500 ke 2 gift card diye the jo kisi kam ke nhi hai. Big bazar use karne gye to big bazar band pada hua hai. Ab card ko use kese kren 2022 ki diwali ane wali h abhi fir to vo expire ho jayenge.. Answer do. Reply
November 2021 me Diwali pr company ne 500-500 ke 2 gift card diye the jo kisi kam ke nhi hai. Big bazar use karne gye to big bazar band pada hua hai. Ab card ko use kese kren 2022 ki diwali ane wali h abhi fir to vo expire ho jayenge.. Answer do.