Sir
Mera naam MD sabir hai aur main pnb ka account holder hun. sir mera account number-2256000101144480 hai. Sir main 75%disabled persons hun. maine apni dadi ka death claim all papers 04-01-2022 ko submit ko kar diye magar uska abhi tak koi hal nahi hua hai main bar bar bank ke chakkar laga kar preshan ho gaya hun mujhe har bar 15,20 din ka time de deten hain aur koi samadhan nahi hota hai. har bar koi naya bhana bana kar mujhe bejh Diya jata hai.main disabled hone ke karn bar bar bank nahi ja sakta hun kirpiya aap meri samsya ka samadhan karen main aapka hmesha aabhari rahunga dhanyawad. Aapki ati kirpa hogi.