Maine apni ktm duke 250 lucknow se li thi. Edhar Kai dino se mai apni bike ke part order kar rha tha. Jiske reply me company wale bas yahi bolte hai aarha hai ap 2 din baad pta kro again call krne pe unka reply hai 10 din baad pta kro.jbki maine bola ki ap advance payment lelo uske baad bhi order aarha hai sir aapka aajayega 15din ruko. 15 din ke baad cl krne pe ye bolte hai ki abhi apka order cancel hogya to apko phir se krna pdega.. aisa kriye ap 10 din baad pta kriye. pichle 1month se yhi btaya jarha. Bhaiya cutomer ko chutiya smjh liya hai. or Mai to bhaiya ye bike leke pachta rha hu. umeed hai yha se sayad company walo ka thoda dhyaan aaye or meri kuch help hoske.