Amazon app se washing machine order ki gai thi jiski delivery date 1 November thi jo us tarik par nahi aai. hamne amazon shoPping app pr customer service pr bahut baar baat bhi ki unhone hame asantust javab diya or dilasa dete rahe ki aapki washing machine aa jayegi. 5 november ko company ne use khud hi return kr liya hamare dvara iska payment online kiya gya tha or hame is karan bahut hi paresani hui he ham iske liye compensation chahiye.