Order ID OD113722320882113000. Maine 24 October ko mattress order kiya, delivery date 10 November dikha raha tha lekin abhi tak aya hi nahi aur payment bhi kar diya Maine 14599 Rupees. customer care ME bat kiya to bolte hai abhi to mera product shipped hi nahi hua hai, 15 November tak pata chalega kab ayega. maine bola ki order canceled kar do aur money refunde kar do to bolte hai abhi cancel bhi nahi hoga.