Mene ola se gadi li 21 nov ko meri gadi me dikat arahi hai cng cilendr me 6 kg gas ati hai iski wajha se me 100 km hi gadi chala pata hu or ola office me koi kam nahi hota me 11 baje ka aya hu ok abhi tak betha hu mera token no NE9 hai abhi tak betha hu or koi suvai nahi hai me kam nahi kar pa raha me har 2 ghante me mujhe gas dani padti hai please meri gadi change kara do sir meri gadi no HR55AA9953 hai mera nam pratap singh hai please meri madat karo mujhe dusri gadi dilwa do.