Sir, mere original parts to new bike ke saath aate hai unhe dealer se dilwane ki karpya kare...nahi to me future me kabhi bhi hero bike use nahi karunga. Aur mere new bike ko sell karke dusri bike le lunga.. kyki dealer ne mere saath dhoka kiya hai me iski complete court me bhi karunga. Kyki mere se pure paise lekar mughe sare parts nahi diy hai aur kafi parts old dal kar diye hai.